logo

Download Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya song

HumDum 2005

Free Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya mp3 song

We presents for now Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya
Artist : Shreya Ghoshal
Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya Song Lyrics

Song Lyrics Title = Tanhaiya Tanhaiya
Movie/Album = Hum Dum (2005)
Singer = Shreya Ghoshal
Music Director = Sujeet Rajesh

Mp3 Song Lyrics

((tanhaiya tanhaiya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
kal zindagi ki ham rah the
ab zindagi kahi aur hai
wo khwab banne ke lamhe the
ye dard chunne ka daur hai
najdikiyo ke tukde hue
to hisse me aayi hai duriya
duriya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya...

wo din jo makhmali the
wo rate jo reshmi thi
khwabo me khwab the sab
khushiya bhi mausmi thi
wo din jo makhmali the
wo rate jo reshmi thi
khwabo me khwab the sab
khushiya bhi mausmi thi
mahol tha kabhi khusnuma
abhi har taraf hai mayushiya
mayushiya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya...

jo socha tak nahi tha
wo hasil ho gaya tha
manzar jo tha nazar me
dil usme kho gaya tha
jo socha tak nahi tha
wo hasil ho gaya tha
manzar jo tha nazar me
dil usme kho gaya tha
kal narmiya thi jajbat me
ab dard ki hai chingariya
chingariya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
kal zindagi ki humrah thi
ab zindagi kahi aur hai
wo khwab bunne ke lamhe the
ye dard chunne ka daur hai
nazdikiyo ke tukde hue
ab hisse me aayi hai duriya
tanhaiya tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Tanhaiya Tanhaiya Tanhaiya Video




>